Posts

Showing posts from May, 2020

Laptop par Facebook kaise chalaye | PC mein Facebook istemal kare best way

Image
N amaskar dosto, Social media platform Facebook ko hum sabhi istemal karte hai, aj ke is date par FB istamal karna jitna jyda jaruri ban gaya usse jyda logoka adad ban gaya, FB ko subab sham use krna man krta hai.  Facebook ka app bhi hai aur ap bina app ke bhi istemal kar sakte ho, lekin dosto kuch logone Muje sawal puch rha hai Jakir tum Facebook kaha pe use karte ho?. mobile mein toh app se FB chala leta hu magar FB ko laptop par chalane ke liye thoda dikkat hoti hai. Isiliye aj ke is post par mene bataya ki laptop par Facebook kaha pe chalaya aur kounsa apps par chalaya ya fir browser me. Best Way to use Facebook on pc   Chrome browser Mera hisab se sabse best tarika hai laptop par fb use karna woh hai chrome browser par, chrome par Facebook istemal karne ke liye apko koyi bhi apps/software ka jarurt nahi hai bas ap url par type kijiye Facebook.com agar ap chrome par messenger istemal karna cahte hai toh url par type kijiye Facebook.com/messenger/t.   Facebook app win...

Best Rakhi Gift For Brother & Sister in Hindi

Image
H i doston kaise hain aap sab Raksha Bandhan ke bare me Kaun Nahi Janta. Hamare Desh Mein Raksha Bandhan ka tyohar Badi Shanti Aur Pyar Se Manaya jata hai. Aur Ghar Mein Rehne wale bhai behan Apne bich Ki Ladai Ko bhul Kar is tyohar me ek dusre ko izzat Dete Hain aur ek dusre ki galtiyo ko Maaf Bhi Karte hain. Raksha Bandhan Aane Wala Hota Hai To Hum Pahle Se Hi taiyari Mein Lag Jaate Hain Ki Raksha Bandhan par kya gift Dena chahiye. Magar kya kabhi aapne ye jaan ne ki koshish ki hai ke Raksha Bandhan kya hai aur Raksha Bandhan kyun Manaya jata hai aur Raksha Bandhan ki kya importance Hai Hamari Zindagi Mein. Hum Sabhi bhai behan Ka Rishta aise hi hota hai Ladai jhagde bhi Hote Hain Pyar Bhi hota hai aur ek dusre ke liye dil mein Ijjat bhi hoti hai. To aaj ke is post Me Hum janenge Ki Raksha Bandhan kya hai aur Raksha Bandhan kyu Manaya jata hai. Raksha Bandhan par gift karne ke liye best idea ke bare me bhi janenge aur Raksha Bandhan ki History par bhi ...

Whatsapp Dp kaise change kare, Whatsapp dp pe full photo kaise lagaye

Image
H i doston kaise hain aap sab Aaj Hum Baat Karne Wale Hain WhatsApp DP ke bare mein aaj ke is post Mein Hum janenge Ki WhatsApp DP kya hai WhatsApp DP change kaise karen WhatsApp DP remove kaise karen WhatsApp DP Par full photo kaise Lagate Hain in sab ke bare mein. Hum Sab daily life mein apni WhatsApp DP ko change karte Rehte Hain Magar isme bahut se logo ko ye nahin Maloom hota hai ki Unka full photo WhatsApp DP par kaise rakhte hain aur kuch Logon Ko to Ye bhi nahin Maloom Hota ki Unka WhatsApp DP ko change kaise karna hai. whatsapp dp kaise change kare. Janiye whatsapp dp ke Tips & tricks Hindi me Whatsapp dp kya hai WhatsApp DP Hamare profile ka ek photo hai yani ye hamari ek Pehchan Hai WhatsApp par, agar aap ne Kisi Ko Apne WhatsApp par add kiya hai to Samne wala aap ki photo dekh kar Pehchan jaaeyega ki aap kaun ho to WhatsApp DP Jo Hota Hai Hamari Pehchan batata hai. Dp ki Full form Display Picture hoti hai jisko normally log profile picture bhi kehte hai. whatsapp dp ...

AIRTEL, IDEA Or VODAFONE Ki SIM Me Emergency TalkTime Kaise Len!

Image
Agar Aap Ka Mobile Balance Bhi Kabhi Khatam Ho Jaaye Or Aapko Kisi Insan Ke Sath Urgent Call Par Baat Karni Hain To Aap Ab Nirash Mat Hoon, Kyuki Aaj Ki Is Post Me Main Aapko Kuch Aisi Tips Ke Baare Me Jankari Dunga Jiski Madad Se Aapka Mobile Balance Khatam Hone Par Bhi Aap Dusre Vyakti Se Urgent Baat Kar Sakte Ho. Aaj To Me Aapko Tips Batane Waala Hun Yah Tips Tab Kaam Aati Hain Jab Aapka Mobile Balance Khatam Ho Gya Ho Or Aapko Kisi Dusre Vyakti Se Urgent Baat Karni Ho Ye Tips Idea, Vodafone or Airtel Jaise Sabhi User Ke Liye Available Hain Is Tips Ki Madad Se Aap Apne Mobile Me 5 Ya 10 Rupay Emergency Talktime Ke Liye Istemal kar Sakte Hai. Is post par apko Jankari Milega apko Emergency Talktime kaise milega , Airtel,Idea,Vodafone par Emergency Talktime/loan kaise lete hai ? AIRTEL Ki Sim Me Emergency Talktime Kaise Lete hain? Agar Aap bhi AIRTEL Sim Ka Use Karte Hain To Aapko Emergency Talktime Lene Ke Liye Niche Diye Gaye Kuch Steps Follow Karne Padhenge. 1. Sabse Pehle Apne Phon...

Android phone par TV channel dekhne wale Apps ?

Image
H i,  Agar aap hamare Knowledge finder Hindi blog par pehle se Visit kar rha hai toh bahut bahut dhanyawaad. aap aj pehle war aaye hai toh apka swagat hai Is Hindi blog par Knowledge finder Blog jiska Tagline hai “Har Din Kuch Naya Knowledge” iska matlab yeh hai ki is website par Tech Knowledge, Healthy tips, movie gyan aur bhi dher sare Jankari hum har din Publish karte rehta hai woh bhi Hindi basha se ashan basha me Article ke madad se. wese hi aaj hum Android related jankari lekar aayi hai. Aj hum janenge  Android phone par TV channels kaise dekhe ? | How to watch TV Shows on Android phone in Hindi Aaj ke Tarikh par log Tv ke jagah Smartphone/Android phone ko prayog jyda kar rha hai aur logoka yehi rochi hai ki woh apne Android phone par sabhi Tv channels dekh paye. Toh Dosto agar aap bhi yeh dund rahe ho ki apka Android phone par kounsa app ke madad se sabhi Tv channels dekh payenge , Aap bhi cahte ho ki aapko TV ke paas bhetkar Time waste nahi krna hai walki...

Android Mobile ko chalane ka sahi tarika jisse phone longlasting chale

Image
Hi doston kaise hain aap sab Asha Karti Hoon aap theek Honge knowledge finder par aapka bahut bahut Swagat Hai. Aaj Hum janenge ki Android mobile ko chalane ka Sahi Tarika Kya Hai jisse Android mobile long lasting Chale agar hum koi bhi mobile kharid lete hain  Toh  apne Dekha Hoga Ki Hamare mobile khareed lene ke baad kuch time chalane ke baad heating problem create hone lagta hai ya Fir mobile hang hone lagta hai to in Sab cheezo Se Kaise bacha Jaye Iske bare mein hum details Mein janenge. Uske pehle jante hai 👇 Android mobile khareed te Waqt kin Baton Ka Dhyan Rakhna chahiye Agar aap apne Android mobile ki Life Ko Badhana Chahte Hain, To sabse pahle aapko is topic ke upar jankari Hasil karni hai ki aap ko mobile Kis Kaam ke liye lena hai. Normal use ke liye lena hai ya aap us par koi apna official kaam karna chahte hain. Agar aap normal mobile Lena Chahte Hain To aapko Aisa mobile lena hai Jisme aap WhatsApp, Facebook chala sake, calling kar sake aur camera se phot...

Prepaid Or Postpaid Sim me kya antar Hai ?

Image
Sim Card Ka Paryog To aaj Kal Hum Sabhi Log Karte Hain Pr Kya Aap Sim Card Ki Full Form Jante hain Or Kya Aapko Ptaa Hain Ki Sim Card Kitne Types Ke Hote hain Ager aap Nhi Jante To Koi Baat Nhi Aaj Ke Is Post Me Hum Aapko Sim Card Ki Puri Jankari Denge Jaise Ki Sim Card Ki Full Form , Or Sim Card Kitne Types Ke hote hain, Prepaid sim aur postpaid sim me kya antar hai! Jaisa Ki Hum Sabhi Janate Hain Ki Sim Card Do Parkar ki Hoti hain 1. POSTPAID Sim Card Or 2. PREPAID Sim Card, Fir Chahe Wo Sim Card Kisi Bhi Company Ka Ho Airtel, Jio, Idea, Vodafone Etc. Ye Sabhi Companyia Sim Card Banati hain Or Ye Dono tarah ke Sim Card Banati hain Matlab Postpaid Sim Card Bhi Or Prepaid Sim Card Bhi.   SIM Card Ki Full Form Kya Hain?  SIM Card Ki 2 Full Form hain. 1.  Subscriber Ide ntity Module or  2. Subscriber Identification Module Sim card ke kitne size hote hai ? What is the size of SIM Card Sim  Card 3 Size se hote hai Nano. Micro Sim aur Normal sim: Normal Sim jo ki ajk...

Rukhi skin ka dekhbhal kaise kare?

Image
Namaskar Dosto, apka swagat hai Knowledge finder blog par is blog mein Tech knowledge,Health,Filmy gyan aur bhi dher sare knowlegeable article publish karte hai wesa hi aaj humne Health yani beauty related Jankari lekar aayi hai. aaj hum is post par janenge  Rukhi skin ka dekhbhal kaise kare?. Dry skin Treatment in Hindi, Dry skin par istemal karne ka kuch gharelu tips Aaj ke zamane me sundar dikhane ka krej kafi badhta ja raha hai. Ladka ho ya ladki har koe sundar aur aakarshak dikhna chahte hai. Lekin sab etne lucky nahi hote ki vo natural sundar dikhe. Har kisi ke alag alag tarah ke skin hote hai. kisi ke ke oily ya kisi ke dry. Aur badhte pradooshan ke kaaran hamare chehre ko aur bhi jyada dekhbhaal karne ki jarurat hote hai. Aur thand ke mausam mei chehre aur bhi jyada dry hone lagte hai.    Hame rukhe skin ko manage karna bahut mushkil hota hai.rukhe skin ki vajah se kabhi kabhi dry pyches bhi hone lagte hai. Iske liye log medicine aur Cosmetic produc...

Samsung’s phone ka price high kyu ? compare to others brand

Image
H i friends, Apka swagat hai Knowledge finder blog par aaj hum baat karenge Technology Related ek topic ke upar jo ki company ke bare me hai kafi logoka manme yeh sawal rehta hai ajkal ke mobile market mein sabhi brands ke mobile price hote hai toh Samsung ke phone ke price itna high kyu hote hai toh dosto is post ko read apko jankari mil jayega kyu  Samsung’s phone ka price high kyu ?| Dusra brand ki phone price kam samsung ka jyda kyu, why samsung’s phone price is high in Hindi Samsung phone ki price jyda kyu hote hai ? Report aur mera research aur sabhi tech se judhe logoka manna hai Sab brand ki smartphone ka price kam rehta hai jaise Xiaomi, Realme etc. lekin Samsung company ke phone  kyu itna mehenga hai. Samsung company walo itna high price kyu rakhte hai iska answer sirf ek hi nahi hai koi sare fectors ke wajah se samsung ka phone price jyda hai jaise ki Ek Research. samsung brand ki sabhi models kafi Research, naye naye design dundne ke bad hi launch ...

Abhishek/Technical Sagar biography | Technical Sagar youtube channel success story

Image
N amaskar dosto, jaise ki humne knowledge finder blog par knowledgeable article ke saath sath abhi biography success story bhi upload karte hai jyda focus rehta hai YouTuber ke Biography ke upar toh dosto aaj hum aur ek jane mane YouTuber ki biography likha hai. Han aj hum is post par Technical sagar YouTuber ke Biography, Technical Sagar Biography in Hindi likha hai yani Abhishek sagar ke Biography aur success story is post par apko Technical sagar channel kaise success hua pura jankari milega aur Technical sagar ke owner Abhishek sagar ke bare mein bhi bahut jankari milega. Technical sagar biography in Hindi Technical Sagar yani Abhishek Sagar koun hai Technical Sagar ek youtube channel hai jaha pe technology videos upload hote hai aur Abhishek Sagar tech Youtuber hai jo ki technical Sagar youtube channel ka owner-host hai. Abhishek sagar kafi salo se Technology ke sath judhe hua hai   Abhishek Sagar (Technical Sagar) personal life   Abhishek Sagar ka jnm 28 July 1994 mein ...

Technical Dost/Hitesh Kumar Biography in Hindi

Image
नमस्कार दोस्तो 🙏 Welcome back to Knowledge finder हिंदी ब्लॉग/वेबसाइट, आज हम जानेंगे हितेश कुमार टेक्निकल दोस्त यूट्यूब चैनल के Owner उसके बारे में ! आज के इस पोस्ट हितेश कुमार के बायोग्राफी के ऊपर है हि...