Abhishek/Technical Sagar biography | Technical Sagar youtube channel success story
Han aj hum is post par Technical sagar YouTuber ke Biography,Technical Sagar Biography in Hindi likha hai yani Abhishek sagar ke Biography aur success story is post par apko Technical sagar channel kaise success hua pura jankari milega aur Technical sagar ke owner Abhishek sagar ke bare mein bhi bahut jankari milega.
Technical sagar biography in Hindi |
Technical Sagar yani Abhishek Sagar koun hai
Quick fact of Technical sagar and Abhishek sagar
Owner name of Technical sagar: Abhishek sagar
Favorite colour : Red color
Age : 25+ (2019)
How many channel have technical sagar : 4
Abhishek sagar Height : 5’10 ft
Technical sagar
Subscribers : 2 M+
Videos : 1052+
Total views : 135,860,775 + views
Subscribe to : Technical Sagar
Sagar ka hacking career story
Baat kare technical sagar hacking career story ki toh sagar jab hacking sikh rha tha tab india mein Ethical hacking, hacking yeh sab bahut kam tha yani ki nake barabar,toh usne internet se out of india ke website wagerah se dhere dhere sab kuch sikha then kuch din bad usne khudka likha hua article bhi nikala tha USA ki magazine par.
Technical Sagar youtube channel success story (Technical sagar biography)
Fir kuch din bad sagar ke channel par strike aa gaya tha woh bhi whatsapp hacking ke upar video tha toh usne hacking sikha nahi rha tha bas video par bataya tha ki whatsapp hacking se kaise bache magar Youtube ko yeh hacking video laga toh 2 strike aa gaya tha uske bad sagar ne woh strike jane ke bad.
Aur ek channel create kiya us channel ka naam uske khudke naam se Abhishek sagar hi rakha is channel par cycber security, hacking related videos dalte hai aur kahi kabr youtube guide bhi uplaod karte hai jisse jaya YouTuber ke liye madad rahe.
Filhal Abhishek sagar ka totel 4 channel hai Technical Sagar (Main channel), Sagar ki vani (Entertainment) TS gaming (Gaming channel), Abhishek Sagar (Cyber security related)
2019 mein TechnicalSagar channel par 2 million subscribers 15 July 2019 ko complete hua tha.
Note: sorry upar aur bhi kuch bate batana bhul gaya jaise technical sagar ke course ke bare me kab launch kiya yeh sab toh dosto apko bata du Technical sagar ne 2016 mai hacking course launch kiya tha Quick hack naam se aur Tech master naam se uske bad technical sagar ne 2019 mein aur ek hacking course launch kiya Hackstar naam se. Filhal uska 3 hacking course available hai aap cahe toh unka har video description par course ki link diya hua rehta hai udhar se buy kar sakte hai.
Last word:Toh dosto asha karta hu apko Technical sagar ke Biography accha laga aur apko Abhishek sagar ke bare mein bhi kafi kuch naya janne ko mila hoga.
Agar aapko is post Pasand Aaya to ise Share Kare kuch sawal hai toh comment par jarur puche aur Hamare site ki latest post pane ke liye Hamare Facebook page ko like kare, Hamare blog ki Bell icon ko press Karen dhanyavad. Knowledge finder visit karne ke liye Thanks again.
Yeh bhi padhe-
- CarryMinati Biography in Hindi
- Hitesh Kumar TD biography
- Satish Kushwaga Biography in Hindi
The post Abhishek/Technical Sagar biography | Technical Sagar youtube channel success story appeared first on Knowledge finder.
Comments
Post a Comment